0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z


navigation
news news
top50 top 50


» home » Lata Mangeshkar » N/A » Main To Janam Janam Ki Pyaasi lyrics
Artist: Lata Mangeshkar
Album: N/A (0000)
Title: Main To Janam Janam Ki Pyaasi

Lyrics Main To Janam Janam Ki Pyaasi

main to janam janam ki pyaasi
mujhe apani bana lo daasi
main to janam janam ki

mere hontho pe guunje tera git re
meri paayal mein tera sangit re
tere hi kaaran bani bairaagan
o mere man ke baasi
main to janam janam ki

meri naiya khivayya bin ja rahi
meri yuun hi umar biti ja rahi
tu jo mile to man mein khile re
prit ki puuran maasi
main to janam janam ki


artist
song
album